• Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
Tech News, Magazine & Review WordPress Theme 2017
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
No Result
View All Result
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
No Result
View All Result
The Tech Unrated
No Result
View All Result

How To Make A Youtube Thumbnails | How To Make Professional Thumbnail

TheTechUnrated by TheTechUnrated
July 10, 2022
Home How To
Share on FacebookShare on Twitter
Rate this post

How To Make A YouTube Thumbnails

 

Guys ye to aapko pata hi hai ki ek acha thumbnail youtube video ki reach ko increase karne mein ek important role play karta hai aur agar aap bhi apni youtube video ke liye ek professional modern aur attractive thumbnail bnana chahte hai to aaj ke is article mein hum 6 aise hi khas tips aur points ke bare mein baat karenge jinki help se aap attractive thumbnail bana paoge, To guys article kafi interesting hai to is article ko last tak padhna aur agar aapko ye article thoda sa bhi helpful lage to ise share jaroor karna.

1. Thumbnail Resolution

Guys thumbnail bnane ke liye hum pixel lab application ka hi use karenge kyunki thumbnail making ke liye yahi best application hai, To aapko pixel lab app ko open kar lena hai aur hmara first point hai thumbnail resolution aur guys normally aap pixel lab mein image size jo hai youtube thumbnail wali hi select karte ho aur iska ratio hota hai 16:9 to yahan par aapko is image size ke bajay youtube channel banner wali size ko select karna hai aur yahan par aap dekhenge ki iska ratio bhi 16:9 hi hai yani ki same ratio ho hai to ab se aapko is resolution wali size ko hi select karna hai jisse ki aapka thumbnail hd quality mein bane.

2. Use Suitable Background

Second important point aur wo hai thumbnail ka background. Guys agar aapko attractive thumbnail bnana hai to aapke thumbnail ka background text ke liye suitable hona chahiye matlab ki agar aap text ko dark rakhna chahte hai to background jo hai wo light rakhna hai aur agar aap text ko light rakhna chahte hai to background jo hai wo dark use karna hai, Matlab ki jis tarah ke text aur image aap background par use karne wale ho wo highlight hone chahiye.

3. Use Highlighted Font Style

Guys third point use highlighted font style aur highlighted font style se mera matlab hai ki aapko apne thumbnail mein hamesha aisi font style ko use karna hai, Jisse ki thumbnail jo hai saaf suthra aur uspe jo bhi likha hai, Wo clear dikhe aur aasani se samajh mein aaye aur thumbnail ke background par aapne jo bhi likha hai wo highlight hote hue dikhe. Aapko aisi font style ka use apne thumbnail mein karna hai.

4. Use Text Palettes Or Text Background 

Guys ek professional thumbnail bnane ke liye aapko jo forth point ka dhyan rakhna hai wo hai use text palettes aur text background aur iska matlab ye nahi hai ki aapne jo bhi likha hai un sab mein text palettes aur background ko add kar do. Aapko bas apne main title mein text palettes aur background ka use karna hai, Jisse ki main title highlighted dikhega aur aapka thumbnail aur jyada attractive dikhega.

5. Make Colour Combination

Guys ek thumbnail ko attractive bnane ke liye jo important point hota hai wo hai usme use kiye jane wala colour combination matlab ki aapne thumbnail mein jo text add kiye hue hai uska colour combination aapne kis tarah rakha hai. Aapko hamesha colour combination kuch is tarah rakhna hai ki text jo hai aapke thumbnail ke background par highlight ho matlab ki dark background mein light colour combination aur light background mein dark colour combination rakhna hai, Jisse ki aapka thumbnail attractive lagega aur ise hum colour grading bhi keh sakte hai.

6. Use Stroke And Shadow Effect In Text

Guys last point hai use stroke and shadow effect in text aur iska use aapko un text mein karna hai, Jinme text background aur text palettes ka use nahi kar rahe hai aur agar aap apne thumbnail mein hindi words ka bhi use karte ho to aap unme stroke aur shadow ka effect de sakte ho kyunki inka use karne se text mein ek alag tarah ka ubhar aata hai aur ye aapke thumbnail ko professional bnate hai.

So guys to aaje ke is article mein humne in 6 khaas tips aur points ke bare mein jana aur in tips aur points ka use karke aap apne thumbnail ko aur bhi jyada attractive aur professional bana sakte ho. I hope ki aaj ke is article ke ye tips aur point aapko samajh mein aa gaye honge. Aur comment karke btana ki ye tips aur point kaise lage.

Post Views: 103

Related

Tags: how to do a youtube thumbnailhow to get a youtube thumbnailshow to make a youtube thumbnailhow to make a youtube thumbnail on iphonehow to make a youtube thumbnail on phonehow to make a youtube thumbnail photoshophow to make a youtube thumbnail without being verifiedHow To Make A Youtube ThumbnailsHow To Make Professional Thumbnail
TheTechUnrated

TheTechUnrated

The Tech Unrated Websites Provide Content Related To Tech, Editing Tutorial, Social Media, How To, Entertainment, Gaming, Gadgets And Smartphone Etc.

Next Post
How To Edit Screen Recording Video

How To Edit Screen Recording Video | Screen Recording Video Ko Edit Kaise Kare | Part 02

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

The Tech Unrated Websites Provide Content Related To Tech, Editing Tutorial, Social Media, How To, Entertainment, Gaming, Gadgets And Smartphone Etc.

Categories

  • Apps
  • Blogging
  • Compares
  • Capcut
  • Facebook
  • Gaming
  • Gadgets
  • How To
  • Instagram
  • Kinemaster
  • Mobile
  • PC/Laptop
  • Reviews
  • Tablet
  • Tips & Tricks
  • Technology

Our Blogs

  • The Mazhar
  • Sarkari Yojana
  • Shabdsiyapaa
  • The Tech Unrated
  • About Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms And Conditions

© 2022 The Tech Unrated - All Rights Reserved

No Result
View All Result
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology

© 2022 The Tech Unrated - All Rights Reserved