• Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
Tech News, Magazine & Review WordPress Theme 2017
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
No Result
View All Result
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
No Result
View All Result
The Tech Unrated
No Result
View All Result

Top 5 Most Useful Apps For Android | Top 5 Android Apps 2021

TheTechUnrated by TheTechUnrated
July 10, 2022
Home Apps
Share on FacebookShare on Twitter
Rate this post

Most Useful Apps For Android

So hey guys welcome back to our new episode of top 5 android apps aur aaj ke is episode mein aapko basically aisi apps dekhne ko milengi jisse aap apne smartphone par amazing live wallpaper set kar sakte ho, Apni instagram stories ko kamal ki bana sakte ho aur smartphone par aane wale notification ki style ko change kar sakte ho.
1. Zapya
So guys hamari first application hai zapya jo ki data sharing app hai aur ye ek kamal ki app hai aur aapne xender aur share it jaise file transfer apps ka use to kiya hi hoga jisme maximum transfer speed jo hai wo 4 se 5 mbps tak dekhne ko milti thi lekin is app mein aapko data transfer speed jo hai 15 mbps tak ki dekhne ko milti hai jo ki acha feature hai is app ka.
CLICK HERE TO INSTALL
2. Story Bit
Guys agar aap instagram facebook wgerh ke liye creative story banane mein interested ho to aap story bit application ko try kar sakte ho. Kyunki is app mein aapko ek attractive story post create karne ke liye different type ki categories mil jati hai aur beat effect ke upar aapki story post create hoti haibaur sath hi yhan se aap story post mein music ko bhi add kar sakte ho.
Aur story post create karne ke liye aapko jo bhi style achhi lage use select kar lena hai, Iske resources download hone ke baad is cross par click karna hai, aur ise customize karne ke liye is icon ke upar click karna hai aur in images ki jagah apni images lgane ke liye simply plus ke icon par click karke gallery se apni image ko import kar lena hai aur iske baad music ke icon par click karke song add kar lena hai aur iske baad upar diye gaye download wale icon par click karke ise download kar lena hai aur ise download karne ke liye ad dekhne padenge kyunki is mein aapko premium stuff milta hai.
CLICK HERE TO INSTALL
3. Flexi
Guys ab third application ek live wallpaper app hai jiska name hai flexi aur isme aapko illusion type live wallpaper dekhne ko milte hai, Jisme checks style aur rainbow colour effect dekhne ko milta hai, Aur jab aap apne smartphone ki screen par touch karte ho tab aapko ek tarah ka flexible touch effect dekhne ko milta hai aur iske alava aap corner mein diye gaye plus ke icon par click karke iski setting mein changes kar sakte ho jaise ki gyroscope ki speed kam jyada kar sakte ho, graphic qaulity aur frame rate mein changes kar sakte ho wgerh wgerh. Baki aapko ye app kaisi lagi comment karke jaroor btana.
CLICK HERE TO INSTALL
4. Pika Charging Show
So guys next application hai pika charging show aur ye basically ek charging animation app hai jisme aapko kafi sare different type ke charging animation dekhne ko mil jate hai aur jab aap apne smartphone ko charging mein plug in karte ho tab aapko apne smartphone ki screen par ek tarah ka funky or cool animation dekhne ko milta hai aur iske liye sabse pahle aapko is application ko install karke open kar lena hai aur sab required permissions de deni hai aur different types ke animation me se koi sa bhi ek animation select kar lena hai aur ye ek premium app hai to aapko isme ek coupon milta hai ek animation free mein use karne ke liye to simply get coupon par click karke aap ek animation ko apply kar sakte ho baki aapko is app mein different types ke wallpapers dekhne ko mil jate hai.
CLICK HERE TO INSTALL
5. Notify Buddy
Aur ab last application hai notify buddy aur ye basically ek LED notification app hai jisme aapko different type ke notification animation dekhne ko milte hai aur jo animation aapne select kiya hai wo notification aane par smartphone ki screen par show hota hai, Aur iske liye simply aapko is app ko install karke open kar lena hai aur open karne ke baad basic si jo permissions hai wo aapko de deni hai iske baad aapko un apps ko select kar lena hai jinke liye aap LED notification ko enable karna chahte hai aur ab scroll karte hue niche aaenge to appearance wale option mein LED notification ki position aur size ko apne according adjust kar sakte hai, Aur iske alava aap yhan par notification icon ke colour ko bhi change kar sakte hai aur yahan aapko different type ke LED notification ke shapes dekhne ko mil jate hai aur dot ke alava yahan par baki LED shape paid shape hai jinhe aap ad watch karne ke baad unloack kar sakte hai.
CLICK HERE TO INSTALL
So guys ye thi aaj ke episode ki top 5 powerful android apps. I hope ki ye sari apps aapko kafi pasand aayi hogi aur comment karke btana ki inme se kaunsi app aapko jyada pasand aayi hai.
Post Views: 101

Related

Tags: best android appsbest android apps 2021best android apps 2022best android apps for studentsbest android apps not on play storetop 5 android appstop 5 android apps 2021 for freetop 5 android apps and check whatsapp messagestop 5 android apps for entertainmenttop 5 android apps in 2022 must usetop 5 android apps this week
TheTechUnrated

TheTechUnrated

The Tech Unrated Websites Provide Content Related To Tech, Editing Tutorial, Social Media, How To, Entertainment, Gaming, Gadgets And Smartphone Etc.

Next Post
Amazing Apps For Android

Top 5 Amazing Apps For Android | Top Android Apps | Secret Android Apps

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

The Tech Unrated Websites Provide Content Related To Tech, Editing Tutorial, Social Media, How To, Entertainment, Gaming, Gadgets And Smartphone Etc.

Categories

  • Apps
  • Blogging
  • Compares
  • Capcut
  • Facebook
  • Gaming
  • Gadgets
  • How To
  • Instagram
  • Kinemaster
  • Mobile
  • PC/Laptop
  • Reviews
  • Tablet
  • Tips & Tricks
  • Technology

Our Blogs

  • The Mazhar
  • Sarkari Yojana
  • Shabdsiyapaa
  • The Tech Unrated
  • About Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms And Conditions

© 2022 The Tech Unrated - All Rights Reserved

No Result
View All Result
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology

© 2022 The Tech Unrated - All Rights Reserved