• Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
Tech News, Magazine & Review WordPress Theme 2017
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
No Result
View All Result
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology
No Result
View All Result
The Tech Unrated
No Result
View All Result

5 Secret Whatsapps Tips And Tricks 2021

TheTechUnrated by TheTechUnrated
July 10, 2022
Home Tips And Tricks
Share on FacebookShare on Twitter
Rate this post

Secret Whatsapps Tips And Tricks

Hello guys aaj hum baat karenge 5 New Hidden Secret Whatsapps Tips And Tricks 2021 jinhe ek baar aapko jaroor try karna chahiye, agar aap whatsapp ke pro level ke user banna chahte ho.

1. Change Font Style In Whatsapp Status

So guys pehli bawal whatsapp trick change font style in whatsapp status guys kya aapko pata hai ki aap whatsapp status mein font ke colour ko change karne ke sath sathh font style ko bhi change kar sakte ho. Font style ko change karne ke liye whatsapp ko pen karna hai, fir status me jana hai aur koi bhi photo ya video select karni hai ab text add karne hai aur aapko jo colour rakhna ho wo colour set kar le aur ab font change karne ke liye aapko T ke icon par click karna hai is par click karke aap font style ko change kar sakte ho aur aapko 4 tarah ki different font style dekhne ko mil jati hai jinhe aap T ke icon par click karke change kar sakte ho.

2. Set Video As Audio In Whatsapp Status

Guys kya aapko pata hai ki aap kisi bhi video ko audio ke formet mein apne whatsapp status par laga sakte ho, Ab wo kaise wo main aapko btata hun uske liye sabse pahle video select karni hai jo whatsapp status par lagani hai aur fir corner me di gai pencil ke icon par click karna hai iske baad koi sa bhi colour choose karna hai jo aapko acha lage wo aur iske baad aapko us video par long press karna hai iske baad video us colour ka ho jaega aur video ki jagah par aapne jo colour set kiya hai wo dikhega aur status par lgane ke baad sabhi ko yahi lgega ki aapne audio status lgaya hai.

3. Enable Whatsapp Bubble Chat

THird trick ki help se aap floating chat ka istemal kar sakte ho jisme aap whatsapp open kiye bgair chatting kar sakte ho aur is rick ko use karne ke liye aapko play store se direct chat app ko install karke ise open kar lena hai, open karne ke baad required permission jaie enable autostart, overlay permission aur enable notifications ye sab permissions de deni hai aur permission dene ke baad get started par click karna hai iske baad aapko is app ka kuc aisa interface dekhne ko milega, Yhan aapko upar right corner mein test chat head ka option mil jata hai jisse ki aap floating chat ka demo dekh sakte ho aur ye sab permission dene ke baad jab bhi whatsapp par message aaenge tab autometi floating window aapke smartphone ki screen par open ho jaegi.

4. Change Font Style In Whatsapp Chat

So guys forth trick hai change font style in whatsapp chat aur is trick ko use karne ke liye aapko play store se fonts name ki aaplication ko install karna hai aur is app kp open kar lena hai, Open karne ke baad enable fonts key board ke option par lick karna hai aur ise enable karne ke liye required permission de deni hai aur iske baad switch to fonts par click karke key board select karna hai, iske baad easily aap whatsapp par different font style mein chat kar paenge aur yhan aapko fifteen differen font style dekhne ko mil jati hai jo ki whatsapp chatting ko kafi cool bnati hai.

5. Check Storage Usage Of Whatsapp Contact

So guys is trick ki help se aap ye jaan sakte hai ki kis whatsapp contact ne kitna storage cover kar rkha hai aur iske liye aapko whatsapp ko open kar lena hai, fir three dot par click karna hai, fir setting me jana hai aur yhan par aapko data and storage ko select karna hai aur usage mein aapko do option mil jate hai, network usage aur storage usage to aapko storage usage mein jana hai aur yhan aapko whatsapp contact ki list show ho jaegi aur contact ke samne storage usage dikh jaega jisse ki aapko pata pad jaega ki kaunse contact ne kitna storage cove rkiya hua hai, documents ne kitn aur audio ne kitna aap particular cheez ka storage check kar sakte hai aur ise clear bhi kar sakte hi.
Aur iske sath hi network usage ke option ki help se aap ye bhi check kar sakte hai ki whatsapp ne kitna data use kiya hai aur whatsapp daily litna data consume karta hai wo bhi check kar sakte ho uske liye aapko daily whastapp network sata ko reset statistics par click karke reset karna hai isse aapko daily data usage ki knowledge rahegi.
So guys ye thi 5 tagdi aur kamal ki tricks and apps jink bare mein aapko jaroor pata hona chahiye.
Post Views: 98

Related

Tags: 5 Secret Whatsapps Tips And Tricks 2021secret whatsapps tips and tricks 2021secret whatsapps tips and tricks in hindiwhatsapp tips and trickswhatsapp tips and tricks 2021whatsapp tips and tricks 2022whatsapp tips and tricks pdf
TheTechUnrated

TheTechUnrated

The Tech Unrated Websites Provide Content Related To Tech, Editing Tutorial, Social Media, How To, Entertainment, Gaming, Gadgets And Smartphone Etc.

Next Post
Google Tips And Tricks

Top 5 Google Tips And Tricks 2022 | 5 Hidden Useful Google Tips And Tricks

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

The Tech Unrated Websites Provide Content Related To Tech, Editing Tutorial, Social Media, How To, Entertainment, Gaming, Gadgets And Smartphone Etc.

Categories

  • Apps
  • Blogging
  • Compares
  • Capcut
  • Facebook
  • Gaming
  • Gadgets
  • How To
  • Instagram
  • Kinemaster
  • Mobile
  • PC/Laptop
  • Reviews
  • Tablet
  • Tips & Tricks
  • Technology

Our Blogs

  • The Mazhar
  • Sarkari Yojana
  • Shabdsiyapaa
  • The Tech Unrated
  • About Us
  • Disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms And Conditions

© 2022 The Tech Unrated - All Rights Reserved

No Result
View All Result
  • Home
  • Apps
  • Compares
  • Editing
  • Gaming
  • How To
  • Mobile
  • Reviews
  • Tips & Tricks
  • Technology

© 2022 The Tech Unrated - All Rights Reserved